Download Lagu / Download Lagu Mp3 / Ye Tune Kya Kiya - Once Upon A Time In Mumbai Dobara

Ye Tune Kya Kiya - Once Upon A Time In Mumbai Dobara

Released: 2024 Genres:

Download Lagu Ye Tune Kya Kiya - Once Upon A Time In Mumbai Dobara Mp3

Download lagu Ye Tune Kya Kiya - Once Upon A Time In Mumbai Dobara mp3 kualitas tinggi - Download Lagu Mp3 - di sini, Dengarkan mp3 Ye Tune Kya Kiya - Once Upon A Time In Mumbai Dobara download musik berkualitas tinggi Download Lagu Mp3 Download Ye Tune Kya Kiya - Once Upon A Time In Mumbai Dobara mp3 gratis Lagu
Download Lagu mp3 Ye Tune Kya Kiya - Once Upon A Time In Mumbai Dobara terbaru - Download Lagu - di zLagu.Net, Download musik Ye Tune Kya Kiya - Once Upon A Time In Mumbai Dobara secara gratis di telepon

Lyric lagu Ye Tune Kya Kiya - Once Upon A Time In Mumbai Dobara

Ishq woh bala hai, ishq woh bala hai
Jisko chhua isne, woh jala hai

Dil se hota hai shuru..
Dil se hota hai shuru, par kambakht sir pe chadha hai
Kabhi khud se, kabhi khuda se, kabhi zamaane se lada hai
Itna hua badnaam phir bhi, har zubaan pe adaa hai

Ishq ki saazishein
Ishq ki baaziyaan
Hara maat khel key
Do dilon ka juaan

Kyoon tune meree fursat kee
Kyoon dil mein itni harqat ki
Ishq mein itni barkat ki
Ye toone kya kiya

Phiroon ab maara maara main
Chand se bichhda taara main
Dil se itna kyoon haara main
Ye toone kya kiya

Saari duniya se jeet ke
Main Aaya hoon idhar
Tere aage hi main haara
Kiya Toone kya asar

Main dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye toone kya kiya

Meri baahon ko teri saanson ki
Jo aadatein lagin hai kaisi
Jee leta hoon ab main thoda aur

Mere dil ki ret pe aankhon ki
Jo pade parchhayi teri
Pee leta hoon tab main thoda aur

Jaane kaun hai tu meri
Main na jaanoon ye magar
Jahan jaun main karun main
wahan tera hi zikar

Mujhe tu raazi lagti hai
Jeeti hui baazi lagti hai
Tabiyat taazi lagti hai
Ye toone kya kiya

Main dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye toone kya kiya

Dil karta hai teri baatein, sunoon
Sote main adhoore chunoon
Muft ka hua ye faayda

Kyoon khud ko main barbaad karoon
Fanaa hoke tujhse miloon
Ishq ka ajab hai kaayada

Teri raahon se jo guzri hai meri dagar
Main bhi aage badh gaya hoon hoke thoda befikar

Kaho to kisse marzi loon
Kaho to kisko arzi doon
Hasta ab thoda farzi hoon
Ye toone kya kiya

Main dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye toone kya kiya
more