Download Lagu / Download Lagu Mp3 / Dard Rukta Nahin Ik Pal Bhi (Sad Song By Nazakat Ali)

Dard Rukta Nahin Ik Pal Bhi (Sad Song By Nazakat Ali)

Released: 2024 Genres:

Download Lagu Dard Rukta Nahin Ik Pal Bhi (Sad Song By Nazakat Ali) Mp3

Download lagu terbaru Dard Rukta Nahin Ik Pal Bhi (Sad Song By Nazakat Ali), Download lagu gratis - Lagu Terbaru - Download Gudang lagu Mp3 Indonesia 2021 terbaru gratis
Download musik Dard Rukta Nahin Ik Pal Bhi (Sad Song By Nazakat Ali) baru, Mp3. Dard Rukta Nahin Ik Pal Bhi (Sad Song By Nazakat Ali) Mendengarkan musik online tercepat, download lagu kualitas - zLagu.Net Mendengarkan musik mp3 terbaru Dard Rukta Nahin Ik Pal Bhi (Sad Song By Nazakat Ali) - Musik Terbaru 2021 - Website zLagu.Net, Download MP3 Dard Rukta Nahin Ik Pal Bhi (Sad Song By Nazakat Ali) untuk menyambut Anda

Lyric lagu Dard Rukta Nahin Ik Pal Bhi (Sad Song By Nazakat Ali)

Udaaseyaan jo naa laatay tu aur kya kartay*
Na jashn-e-shola manaatay tu aur kya kartay*
Andhera maang'ne aaya thaa roshni ki bheek*
Hum apna ghar na jalaatay tu aur kya kartay !!!*
DARD RUKTA NAHEE EK PAL BHI*
ISHQ KI YEH SAZA MIL RAHI HAI*
MAUT SE PEHLE HI MAR GAYE HUM*
CHOUT NAZROON KI AISI LAGI HAI*


Dard rukta nahee ek pal bhi ... !*


Bewafa itna ehsaan kar day*
Kam se kam ishq ki laaj rakh lay*
Do qadam chal ke kandhaa tu de day*
Tere aashiq ki mayyat uthi hai*


Maut se pehle hi mar gaye hum*
Chout nazroo ki aisi lagi hai*
Dard rukta nahee ek pal bhi ... !*


Raat kat'ti hai gin gin ke taaray*
Neend aati nahee ek pal bhi*
Ankh lagti nahee ab hamaari*
Ankh us but se aisi lagi hai*


Maut se pehle hi mar gaye hum*
Chout nazroo ki aisi lagi hai*
Dard rukta nahee ek pal bhi ... !*


Do qadam reh gaya thaa kinaara*
Yak ba yak aa ke moujoon ne ghera*
Dekho ay ehl-e-saahil tamaasha!*
Meri kashti kahaan doobti hai*


Maut se pehle hi mar gaye hum*
Chout nazroo ki aisi lagi hai*
Dard rukta nahee ek pal bhi ... !*


Is kadar mere dil ko nichora*
Ek qatra lahoo ka na chora*
Jagmagaati hai jo unki khilwat*
Woh mere khoon ki roshni hai*


Maut se pehle hi mar gaye hum*
Chout nazroo ki aisi lagi hai*
Dard rukta nahee ek pal bhi ... !*


Larkharaata huwa jab bhi maaraaa*
Un ki rangeen mehfil mein pohancha*
Dekh kar mujh ko logoon se bola*
Yeh wohi bewafa aadmi hai*


Maut se pehle hi mar gaye hum*
Chout nazroo ki aisi lagi hai*


Dard rukta nahee ek pal bhi ... !
more